“QURAN PAK”
Quran e pak.
Quran e pak ASmani Kitab hai, jo Hmara Akhri Nabi Hazrat Muhammad (S۔A.W)
per Nazil hui.Quran e pak takreban 23 saal k arsa ma Aista aista kr k Nazil hua..
Quran e pak Qyamat tak k ana wly insono k lya Hadiyat ka sar chasma hai..
Bki tmam mazahib ki kitabain ksi ik Quom y Nabi py Nazil hui.aisa Turat injeel or zabor..
Lekin Quran e pak wo Ahlami kitab hai.jo Rhti Duniya tak Qaim rhy gi.
.bki kitaboo mai kuvh na kuch tabdeeli kr di gae hai..
lekin Quran e pak wo wahid kitab hai Jo jaisa Nazil hui thi wsa apni Asli halat mai majood hai ,
kyun k Quran e pak ki hifazat ka zima Allah talah na khud lya hai..
Allah talah na frmaya:-
“Beshak hum na is Kitab ko nazil kia or beshak hum hi iski hifazat krny wly hain”
Quran e pak mai 6236 ayat e Mubaraka hain jska Aam concept yai hai k 6666 hain jo k galat hai.
.Quran e pak mai 114 surat hain..Quran e pak mai 7 manzalian hain..
Quran e pak mai 558 Ruku hain.jo k kfi log smjty 540 Hain….
Quran e pak ki Sbsy Bari surat tul Baqra hai jsk lafzi matlabگانے
۔ kay hain.Quran r pak ki sbsy choti SuRat Surat Nasar hai..
Js Surat ko Quran e pak ka Dil khaaa jata hai wo Surat Yaseen hai(para no 22 n 23)
Js Surat ko Quran e pak ki Dulhan kha jata Wo Surat Rehman hai (para no 27)
Wsa Tu Pura Quran e pak parhna ka bhttt sawab hai ik ik harf parhna py 10 10 naikiya milti hain.
Lekin mai Apko kuch Surato ki khass Fazilat btati hu jsko ,
Har insan ko daily parh ka mamol bnana chahye.
Surat kahaf ki phli 10 or akhri 10 ayat parhny wla Shaks Dajal k fitna sa mehfiz rhy ga..
Or Surat kahaf Har juma ko parhna wly ki yai fazilat hai k wo Ik Juma sa Dsry juma mubarak tak noor Mai hoga..
Surat waqia parhny wly ko Ruzq ki tangi nahi ae gi
Suarat Mulk Rozana Raat ko parhny wly ko Qabar mai asani hoti hai..
Surat falq or Nas jo subha or sham 3 3 martaba parhta hai wo juda Hasad wgera sy Mehfoz rhta hai..
Surat yaseen ko prhny ki b bhttt fazilat hai..SuRat ikhlas 3 mattaba parhny ka Sawab pura Quran e pak parhny ka baraber hai.
In.sb surato ki fazilat is lya btai k hum inko Roz mara ki zindgi ka mamol bnai.
Or sath sath Apna daily ka Quran.e pak b jari Rkhn chahy ik safa hi daily parhy lekin Kholain zror..
Jo log Quran e pak nhi kholty or Almaroyo ki zinat bna k rkhty hain ink lya sakht gunah hai…
Hadees ka mafhoom hai..
“Apna gharoo ko Qbarstan maat bnao”
Is ka yai mtlab hai k js trha Qabrstan mai andera hta hai ,
or sb murdy hoty hain jab h Quran e pak nhi khulty parhty smjty tu hmara Dil b murda ho jata hai.
Hmary dil py jahalat ka andera cha jata hai..hmy sahi or ghat ki tamez nhi
rhti.hum Haq orBatil ka farq bhoool jaty hain.is lya Quran e pak daily parhn ta k zmer zinda rhy.
.Dil murda na hon..Allah ki Rehmat nazil hty hai Quran parhny sy..Js Ghar mai daily Quran e pak khula jata hai ,
us mai Allah la fazal or barkatain nazil hoti hain..
Hadess mai hai.
Trjama..”tum mai sa bhter wo hai Jo Quran e pak sikhy or Dsro lo sikhae..
Ab is hadees sy hmy 2 baaton ki taleem milty hai k phly seekhin talab e ilam,
bn k kyun k Deen seekhny sy ata hai or ulma or ustad sy seekhny sa ata hai
.Aj kal amm Riwaj hai jsko Quran e pak ka trjma or tafseer seekh loo madrisa sy khaa jata hai mai Internet sa parh rhi hu..
tu mai srif yehi khna chaho gi jo alam ja k seekh k ata hai parh k ata hai ustad ki sohbt mai bath k ata hai.wo kbi b,
internet sy nhi A sktaa.internet sa Hum tarjma tu sai prh laity hain kfi had tk lekin oura nhi..lekin tafseer ka hum,
khud sa mtlab nikal laity hain..Adhi ayat parh laity hain Adhi dkhty hi nhi
..kyun k Quran e pak mai asi bhttt si Ayat e mubaraka hain.
jo phly nazil hui baad mai unla Hukam mansokh ho gya..chalin mai Apko masal k k smjati hu jaisa k Quran e pak mai hai..
Tarjma:-
“Aur Namz k Qareeb maat jao aur lekin jab tum nashy ki Halat mai hu”
Ab dhi ayat ko ly k koi khae K namz na parhnu ka hukam hai..
Ab aty hain hadees k dary hisaa py k dsro ko sikhooo yani yaha b khaa k Jab khud seekh loo,
tu dsro ko b sikhoo..
Quran e pak is muslim holy books..